JUMA KI FAZILAT

JUMA NAMAZ KE KHUTBE KI FAZILAT Imam Ali (as): Jo shakhs Namaz e Juma ki Adaayegi ke liye Imam se Pehle Masjid mein jaaye Aur khamoshi se Khutba sune To Aainda Juma Tak Uska ye amal uske Gunaaho’n ka kaffara Shumaar kiya jayega. Iske alawa usay mazeed(additional) 3 dino’n ki Ria’yat (concession) bhi di jayegi kyun ki Allah st ka Farmaan hai: “Jo koi ek neki kare usay 10 guna sawaab diya jayega (Surah An’aam Surah 6, Ayat 160).” (Tafseer Noor us Saqlain, v3, p314) A humble request : Please do pray & work for restoration of Jannat al-Baqi.